मेरी कवितायेँ

cup koe aur le jaye ye ho nahi sakta. Humse chhinane ka madda koe aur nahin rakhata. Apne hath aaya mauka hum jane na denge, koe aur jit jai aisa hone na denge. Per hum bhartia hain, aatithya satkar humara dharma hai. Atithiyon ko maush karna sarm hai . Cup to phir kabhi aa jayegi , per aatithi bar bar thode hi aayenge. Atah hum sachin ko manane unke ghar jayenge, kal madi sahab se unke liye dusra cup banbayenge. Esi bahane sachin ko cup mil jayega aur kalmadi sahab jail jane se bach jayenge. Ok thanks for desbakti.
- by prashant kumar singh 'prem'